Posts

Showing posts with the label mangton pe nazar ho ganj e shakar lyrics

mangton pe nazar ho ganj e shakar

khwaja e ganj e shakar dar par tumhare aa gaye ho karam bahr e qutub daaman pasaare aa gaye mere haal pe bhi bas ek nazar mujhe aaj na dar se utha baba tera paak pattan aabaad rahe mere soye bhaag jaga baba mangton pe nazar ho ganj e shakar aabaad rahe tera paak pattan aye khwaja qutab ke noor e nazar aabaad rahe tera paak pattan teri deed ko apni eid kahein sab tujhko fareed fareed kahein dete hain sada saabir kaliyar aabaad rahe tera paak pattan yun baba teri baraat saji peeche hain wali aagein hai ali nabiyon ke nabi hain tere ghar aabaad rahe tera paak pattan