Posts

Showing posts with the label mere hath mein tera hath hai lyrics

mere haath mein tera haath hai

mere haath mein tera haath hai mehki hui har raat hai pyar se do dil mile sapnein hain khile khile tere mere pyar ka yeh rishta kabhi na toote hamse zamaana chaahe roothe dil tumhi ho meri manzil tumhi ho duniya ko bhool jaaun main tere pyaar mein saamne bitha ke tujhe pyaar karun pooja teri main mere yaar karun dekhe yeh zamaana o mere jaane jaana sang rahe apna mere mann mein o dilbar tann badan mein aag lagaane lagi thandi thandi yeh hawa ankhiyon mein nasha sa hai chhaane laga pyar mera dil behakaane laga dil hai bekaabu chal gaya jaadu aa gale lag jaa pyar se maange jo tu jaan meri jaan kya hai tum pe zamaana saara waar dun pyar ki umangon ko jagaaya tune jabse hai apna banaaya tune yeh chehra tumhara hai jeene ka sahaara aur kahun main kya