mujhko teri kasam tujhsa koi nahin
tumhara rasaalat mein saani aab ho na saka tumhara koi kahin bhi jawaab ho na saka rasool aur bhi aaye jahaan mein lekin koi bhi sahib e ummul ki taab ho na saka ya rasool e khuda sayyid e do sana aye shah e ambiya aye mere mustafa mujhko teri kasam tujhsa koi nahin rasool aur bhi aaye jahaan mein lekin mujhko teri kasam tujhsa koi nahin isa ko bhi dekha musa ko bhi dekha yusuf ko bhi dekha par mujhko teri kasam tujhsa koi nahin phire zamaane mein chaar janib nigah e yakta tumhi ko dekha haseen dekhe jameel dekhe par tumsa tumhin ko dekha shah e yasrabi tere husn ki kise taab jo kare hamsareen na gulon mein aisi shaguftagi na ye rung o boo na ye taazgi ye ankhokhi chchab ye nai phaban ye adayein pyari yeh saadgi teri misl koi hua na tere sad ke jaaun ya nabi tera dar hai zamaane mein sabse bada tere dar se nahin koi khaali gaya shahenshah e karam shahenshah e ata aye shah e ambiya aye mere mustafa mujhko teri kasam tujhsa koi nahin jo bhikhari gaye t...