Posts

Showing posts with the label aisa ban na sanwarna mubarak tumhe lyrics

aisa banna sanwarna mubarik tumhein

aisa banna sanwarna mubarik tumhein kamse kam itna kehna hamaara karo wo kya sanwar gaye meri kisat sanwar gayi wo agar ban sanwar gaye honge dekhne wale marr gaye honge hazaaron wada e shab usne is soorat se taale hain kabhi mehdi lagayi hai kabhi gesu sambhale hain mareezon ka dam ankhon mein hai wo hain mehve aaraish wahaan hoton ki laali hai yahaan jaanon ke laale hai haaron fariaad kar rahe hain magar kisi par nazar nahi hai wo mehv hain aaeene mein aise unko apni khabar nahi hai aaeene mein har ada ko dekh kar kehte hain wo aaj ye dekhenge hum kis kis ki hai aayi hui sajne kle wat ye bhi zara dekhte nahin aaeena dekhta hai unhein kis nigah se unhe aaraish e gesu se matlab koi deewana ho jaye bala se chand sharmaayega chandni raat mein yun na zulfon ko apni sanwara karo ye tabassum ye ariz ye roshan jabeen ye ada ye nigahein ye zulf e haseen aeene ki nazar lag na jaaye kahin jaane jaan apna sadka utaara karo dil toh kya cheez hai jaan se