kis musarrat se pahunche the ham bazm mein
kis musarrat se pahunche the ham bazm mein rooh ki tishnagi ko chchupaye hue hasrat e deed thi aur ye ummeed thi aaj armaan dil ka nikal jaaye ye khabar hi na thi naqaab uthte hi barq gir jaayegi toor jal jaayega aaj milse bhi unse na koi baat ki haaye majbooriyan mere haalaat ki ham bade naaz se aaye the tere mehfil mein kya khabar thi lab e izhaar pe taale honge gaye the ham bhi jigar jalwagaah e jaana mein woh poochte hi rahe baat ho na saki saakiya daur aaya chala bhi gaya aur ham reh gaye jaam uthaaye hue kyun nazar pher li mujhse mere sanam mera dil tod kar mujhse muhn mod kar jaane waale ik nazar dekh le ankh se door sahi dil se kahaan jaayega bhoolne waale tu hamein yaad bahut aayega nigahein mila karke aye jaane waale munasib nahi ye sitam chalte chalte ohn dil tod ke jaane waale dil ki baat batata ja ab main dil ko kya samjhaun dil ko bhi samjhaata ja kyun nazar pher li mujhse mere sanam chchupke baithe ho kyun dil churaye hue ek muddat...