Posts

Showing posts with the label khanjar hain teri aankhein talwaar teri aankhein lyrics

khanjar hain teri aankhein talwaar teri aankhein

khanjar hain teri aankhein talwaar teri aankhein zinda na rehne dengi aye yaar teri aankhein chehre pe tu gussa hai ankhon mein muhabbat hai karti hain mere dilbar iqraar teri aankhein yeh bolti aankhein ankhein bhi afsaane sunaati hain rakhti hai zubaan jaise aye yaar teri aankhein aye nargis e mastaana allah tujhe rakhe rehti hain tasawwur main har baar teri ankhein