Posts

Showing posts with the label ghaus ul azam shah e jilan lyrics

ghaus ul azam shah e jeelan

ya ghaus ul azam aapke dar laga hoon main kuch gham nahi hai mujhko agar naarasa hoon main beheela bewaseela hoon betaab o natawaan imdaad tum karoge meri jaanta hoon main ghaus ul azam shah e jeelan majhdaar mein nayiya hai sadka maula ali aao meri laaj nibha jaao tu lajpaal te main laj teri lagiyaan di lajj paalin ve meera main neevan mera meera uncha uncheyan de sang laayi sadke jaan ehna uncheyan ton jehna neeveyan naal nibhaayi barbaad mujhe karde toofan ka iraada hai kashti meri dubone ko har mauj amaada hai majboor bahut hoon main aise mein tum aa jaao sadka maula ali aao meri laaj nibha jaao main bhi reham ke kaabil hoon dukh dard ka maara hoon fariyaad suno imdaad karo aakhir main tumhaara hoon karo nazar e karam meera mere kaam bana jaao sadka maula ali aao meri laaj nibha jaao duniya mein bata dijo aur kaun hamaara hai ab raah e khuda sunn lijo sada maine tumko pukaara hai hasnain ke jaani ho meri bigdi bana jaao sadka maula ali