Posts

Showing posts with the label gham sabhi rahat o taskeen mein dhal jaate hain lyrics

gham sabhi rahat o taskeen mein dhal jaate hain

ab to ma'il ba karam chashme karam ho jaaye toor dil se mere ukba ka alam ho jaaye main bhi hoon aap se ab reham o karam ka taalib mujhpe bhi ab ek nazar shah e ummam ho jaaye gham sabhi rahat o taskeen mein dhal jaate hain jab karam hota hai haalaat badal jaate hain hari ho jaati hai sookhi kheti jab karam hota hai bigri bann jaati hai jab karam hota hai jaag uth te hain soye muqaddar jab karam hota hai is mein ahmad ka wazeefa hai har ik gham ka ilaaj laakh khatre hon issi naam se tal jaate hain koi dekhe to zara unki duhai dekar ishq saadiq ho to paththar bhi pighal jaate hain unki rehmat hai khataposh gunahgaaron ki khote sikke sarre bazaar bhi chal jaate hain rakh hi lete hain bharam unke karam ke sadke karam ki ik nazar hai jispe daali miqaddar ho gaya bedaar uska bigre kirdaar bhi bante hain karam se unke unko bigri taqdeer bhi banaate dekha jee uthon jab sunoon main naam unka baante jitna karam bade utna rakh hi lete hain bharam unke k