manzil se kahin jab gum ho kar hum unko pukaara karte hain
manzil se kahin jab gum ho kar hum unko pukaara karte hain wo khud rahbar bann jaate hain aur khud hi ishaara karte hain aankhen kaisi ab dil kaisa hasti kaisi ab dil kaisa khud apni nazar se gum ho kar hum tera nazaara karte hain allah allah karte karte hoo nazar aaya mujhe hoo mein jab main gum hua to tu nazar aaya mujhe jis nazar dekha makame hoo nazar aaya mujhe kuchch nazar aaya nahi jab tu nazar aaya mujhe hum husn ko ba haq e nazar dekhte rahe mushkil thi taab e deed magar dekhte rahe apni nazar se dekhte toh e rashirq tha teri nazar se teri nazar dekhte rahe jalwa tumhara jab nahi aata nazar mujhe jee karta hai aag laga doon nazar ko main haram wo sheikh e haram beqaraar baitha hai khuda na mila usse dil ko haar baitha hai nigah sheikh ne bakshi toh dekha nigah e peer mein parwardigaar baitha hai jitna main tumse door hoon utna hi too kareeb hai dekh sakoon na tumko main ab yeh mera naseeb hai mil gayi jis din se yaaron hamko nisbat yaar ki cha