Posts

Showing posts with the label ho nigaah e karam yaa mohammad lyrics

ho nigah e karam ya muhammad

ya rab batufaile rasool e sakulain ya rab batufail e khaata e badr honain isiyan mein mara do hissa kundar a rasa neevein bahassan ba baksh neeme hussain isiyan se kabhi hamne kinaara na kiya aur tune dil e azurda hamaara na kiya hamne toh jahannum ki bahut ki tajweez lekin teri rehmat ne gawaara na kiya ya khuda jism mein jab tak ye mere jaan rahe tujhpe sadke tere mehboob pe qurbaan rahe kuch rahe ya na rahe par ye dua hai ke ameer niza ke waqt salaamat merea imaan rahe allah ki ham jalwagari dekh rahe hain ya husn o jamaal o madani dekh rahe hain jis waqt padho salle allah naam e muhammad samjho ke rasool e arabi dekh rahe hain main madine mein jo jaata toh kya karta kuch na karta toh faqat roze ko dekha karta ho nigah e karam ya muhammad ghamzadon ne hai tujhko pukaara aur kuch bhi nahi paas mere bas tere naam ka hai sahaara bekasi par meri kyun rote hain chchaale aaja raah mein chor gaye hain kaafile aaja musiyakaar mere aib khule jaate hain kamli wal