Posts

Showing posts with the label ae sarwar e dooniya o din lyrics

aye sarwar e duniya o deen teri niraali shaan hai

aye maalik o gul fasl o karam rehmat kar aye zaafa har ranj o alam rehmat kar sabqat hai saza gazab p erehmat ko teri apni teri rehmat ki kasam rehmat kar tazeem se leta hai khuda naam e muhammad kya naam hai e salle allah naam e muhammad allah kare uspe haraam atishe do zakh jis shaks ke ho dil pe likha naam e muhammad ye lutf ye tumhara karam bemisaal hai ik ik gunahgaar ka tumhein khayaal hai ho mere haal pe bhi ik nigah e karam nawaaz sarkaar ik nigah e karam ka sawaal hai aaya labon pe zikr jo khair ul anaam ka sauda hua buland durood o salaam ka mujh par nisaar hone lagin mastiyan tamaam main zikr kar raha tha muhammad ke naam ka main madine mein jo jaata to wahan kya karta kuch na karta to roze ko dekha karta aye sarwar e duniya o deen teri niraali shaan hai dar hai tera rashq e haram chehra tera quran hai itni khuli hampe haqeeqat tere rukh ki allah bhi karta hai talaawat tere rukh ki haafiz nahi main haafiz se main achcha hoon ye baat badi hai ji