Posts

Showing posts with the label bewafa se bi pyar hota hai lyrics

bewafa se bhi pyar hota hai

udaasiyan jo na laate toh aur kya karte na jashn e shola manaate to aur kya karte andhera maangne aaya tha roshni ki bheekh ham apna ghar na jalate toh aur kya karte maine masoom bahaaron mein tumhein dekha hai in haseen rahguzaaron meintumhein dekha hai mere mehboob teri parda nasheeni ki kasam maine ashqon ki qataaron mein tumhein dekha hai jab bhi roohdaad e gham sunaate hain ashq palkon pe muskuraate hain jinki khaatir luta diya sab kuchch wo hi mera nishaan mitaate hain bewafa se bhi pyar hota hai yaar kuchch bhi ho yaar hota hai kismat mein naumeedi e hasrat hai kya karun us bewafa se mujhko muhabbat hai kya karun yakeen e ishq toh dekho ke uske waadon par fareb khaaye bahut phir bhi aitbaar kiya main jiske ek ishaare pe jaan waar aaya usse na meri muhabbat ka aitbaar aaya lakar raha tha faqat tajurba muhabbat ka ab aisi aag lagi hai bujha nahi sakta yeh maanta hoon main tujhe paa nahi sakta tera khayaal magar dil se jaa nahi sakta zulf rukh se ha