sarkaar mujhe daaman e rehmat mein chchupaalo
ya rab butfaile rasool sakhaya ya rab butfaile hatahe bajr hunain mara hissa kun dar e rasat nive bahassan baksh mi bahussain tazeem se leta hai khuda naam e muhammad kya naam hai aye salle allah naam e muhammad allah kare uspe haraam atishe do zakh jis shakhs ke ho dil pe likha naam e muhammad har nafas ishq e muhammad ka bayaani kar do zindagi mit ke muhabbat mein tawaabi kar do baadshaahi hai agar dono jahaan ki darkaar doston aao muhammad ki ghulaami kar do hashar ka din hai mere aib khule jaate hain laaj rakhna meri sarkaar madine waale aasi hun sarre hashar meri laaj nibhaado sarkaar mujhe daaman e rehmat mein chchupaalo kamli wale sarre mehshar mera parda rakh le aaj ke din tere mujrin ko nizamat hai badi achcha nahi khota hoon khote ko nibhalo sarkaar mujhe daaman e rehmat mein chchupaalo gar tum na sambhalo to mujhe kaun sambhaale sarkaar mujhe daaman e rehmat mein chchupaalo suno suno mere haajat rawa rasool allah main de raha hoon sada pe sada...