Posts

Showing posts with the label bann ke aaya hoon sawaali lyrics

bann ke aaya hoon sawaali

bann ke aaya hoon sawaali tum ho dukhiyon ke waali bhardo shah e madina meri jholi hai khaali ye lutf ye tumhara karam bemisaal hai ik ik gunahgaar ka tumko khayaal hai ho mere haal par bhi nigah e karam nawaaz sarkaar ik nigah e karam ka sawaal hai sarkaar mujhe de do jo aaye tabiyat mein aye mazhar anwaar e haq aye maslar e asraar e haq aye sayyad o sardaar e ma mujhse roothi hai duniya hai mukhalif zaamaana mera koi nahi hai sun lo gham ka fasaana tere siwa ya muhammad mera koi nahi hai besahaara hoon zamaane mein sahaara dijiye bahr e gham mein meri kashti ko kinaare dijiye aap hi ka aasra hai ya muhammad mustafa apni rehmat ka sahaara ab khudaara dijiye dar ba dar phirta hoon main barbaad hai ab zindagi gham hi gham hai meri kismat mein nahi koi khushi koi munis hai na hamdam haal e gham kisko kahun hai tumhi par naaz mujhko sun lo ya nabi koi duniya mein nahi mujh bekas o laachaar ka jaaun toh jaaun kahaan sab ne mujhe thukraa diya ab tumhara