Posts

Showing posts with the label ya fareed ya fareed manqabat lyrics

ya farid ya farid ya farid ya farid

jab farishte qabr mein lene ko aayenge hisaab sab sawaalon ka faqat hoga yahi mera jawaab ya farid ya farid ya farid ya farid shamm e bazm e khwaajgan baba farid sajdagah e aashiqan baba farid ya farid ya farid ya farid ya farid mere baba ka jo dekha josh par bahr e ata jhoom kar baba sakhi ke sab fakeeron ne kaha ya farid ya farid ya farid ya farid khwaja e hindal wali farma gaye shah baaze lamakaan baba farid ya farid ya farid ya farid ya farid sadka e sabir alauddin aaj bhardo sabki jholiyan baba farid ik taraf sabir alauddin hain daaman kusha hai wazeefa ik taraf khwaja nizamuddin ka chishtiyon ka kaaba e imaan hai aap ka yeh aastaan baba farid ya farid ya farid ya farid ya farid allah muhammad chaar yaar haaji khwaja qutab farid jo ke hain ehle nazar wo keh rahe benishaan ka hai nishaan baba farid khwaja qutab uddin ke sadke se bharde jholiyan tere dar pe yeh sada de rahe hain goliyan kyun kahin jayein mukaddar aazmaane ke liye jab farid uddin