Posts

Showing posts with the label qurban main unki bakhshish ke lyrics

qurban main unki bakhshish ke

qurban main unki bakhshish ke maksad bhi zuban par aaya nahi bin mange diya aur itna diya daaman mein hamaare samaaya nahi be bandagi ko ooch kiya banda kar diya taara mere naseeb ka tabinda kar diya itni badi huzoor ki banda nawaaziyan mujhko mere sawaal ne sharminda kar diya unki jab shaan e kareemi pe nazar jaati hai zindagi kitna marahal se guzar jaati hai betalab mujhko diye jaata hai dene wala haath uthte nahi neeyat meri bhar jaati hai kisi ko kabhi dar se khali na taala tawakko se badh kar ata karne wala bhikhari anokhe hain daata niraala kaun hai jo bipta ko taale unse mangein mangne waale saare jag mein goonj rahi hai unki jai jaikaar unka ka to shairaaz kareemi hai maail wo karam hi rehte hain jab yaad kiya aye salle allah wo aa hi gaye tadpaaya nahi wo rehmat kaisi rehmat hai mafhoom samjh lo rehmat ka usko bhi gale se lagaaya hai jise apna kisi ne banaya nahi imaan mila unke sadke quran mila unke sadke rehmaan mila unke sadke woh kya hai