Posts

Showing posts with the label dulhan bani bazme karum lyrics

dulhan bani bazme karam dulha bana daata piya

aamad hai yahan rasool e arabi ki shadir rachi hai aaj mere daata ali hajveri ki dulhan bani bazme karam dulha bana daata piya nagar nagar mein karo munaati hai mere daata piya ki aaj shadi dulhan bani bazme karam dulha bana daata piya laaye madine se nabi sehra tera daata piya noor se daata teri mehfil sajaane ke liye murtaza aaye hain daata dulha banane ke liye nazron ko shauk e deed hai mangton mein jashne eid hai aaye hain khwaja baantne sadka tera daata piya hai nisbat e maula ali tujhpe fida jaan e ali mera haram teri gali aye pesh wa daata piya chaukhat ko teri choom ke kehte hain sab mangte tere tu hai sakhi ibn e sakhi ham hain gada daata piya