Posts

Showing posts with the label saari daulat khuda ki madine mein hai lyrics

saari daulat khuda ki madine mein hai

ya khuda jism mein jab tak ye mere jaan rahe tujhpe sadke tere mehboob pe qurbaan rahe kuch rahe ya na rahe par yeh dua hai ki ameer aakhiri waqt salaamat mera imaan rahe ya muhammad tere jalwon mein wo rainaayi hai dekhne par bhi meri ankh tamannayi hai hai khuda bande karim aur muhammad bhi karim do karimon mein gunahgaar ki bann aayi hai bigdi hui bannti hai har baat madine mein ghamkhaar muhammad ki hai zaat madine mein saari daulat khuda ki madine mein hai taajdaare zamaana madine mein hai jiski khaatir banaaye gaye do jahaan wo rasool e yagaana madine mein hai tujhko waaiz mubarik haram ki fiza main mukhalif nahi hun tere zauk ka par yahan mera sajda ho kaisa ada yaar ka aastaana madine mein hai ghamzadon gham ke maaron madine chalo bekason besahaaron madine chalo utho aye bilfigaron madine chalo rehmaton ka khazaana madine mein hai aaftaab e do aalam madine mein hai aamina ka sitara madine mein hai husn poore ka poora madine mein hai ishq saar