Posts

Showing posts with the label mohe hosh nahi ab tann mann ka lyrics

more nain piya sang laag rahe

lakdi jal kar koyla bhayi koyla jal bhayi raakh main paapan aisi jali na koyla bhayi na raakh haath chhuraawat jaat ho jo dil bin jaan ke mohe hirdey mein se jaao to tab main jaanu tohe aa piya in nainan mein main palak dhamp tohe loon na main dekhun gair ko na main tohe dekhun doon saajan ham tum ek hain kehan sunan mein do mann ko mann se toliye to do mann kab hun na ho more nain piya sang laag rahe mohe hosh nahi ab tann mann ki gar naar gawaar kahe jo kahe laage nain piya sang jis tann laage so tann jaane laage nain piya sang saath na piya jiyara jalaaye baat koi samjhaaye bujhaaye mori sudh budh bidgi bisar gayi laage nain piya sang kaaga sab tann khaayiyo jo chun chun khaayiyo maas do naina mat khaayiyo kyunki laage nain piya sang more nain piya sang laag rahe mohe hosh nahi ab tann mann ki main sudh budh apni bhool gayi mukh dekh ke apne saajan ka apni chhab bana ke jo main pi ki chhab dekhan gaye jab dekhi chhab pi ki mohe apni bho