Posts

Showing posts with the label tujh ko aata hai har ek dukh ka madhawa karna lyrics

tujhko aata hai har ik dukh ka madaawa karna

nabi ki yaad hai sarmaaya gham ke maaron ka yahi toh ek wasila hai besahaaron ka huzur chashm e inayat huzur chashm e karam yahi wazifa hai din raat beqaraaron ka tujhko aata hai har ik dukh ka madaawa karna ik nazar meri taraf bhi shah e baduha karna gham ka maara hoon besahaara hoon kuch bhi hoon aaka tumhaara hoon besahaara hoon mera koi zamaane mein nahi ya muhammad mustafa mujh par karam farmayiye karam karam shah e baduha tumhein pukaara hai khuda ke baad faqatv aap ka sahaara hai aarzu hai to faqat teri hai dil mein aaka tamanna hai ke ab yin hi basar ho mera sar ho nabi ka sang e dar ho ibadat ho to itni mautabar ho mera sar ho nabi ka sang e dar ho dar e aaka pe aise jaan nikle zubaan pe naam gumbad par nazar ho meri aahon mein ya rab yeh asar ho yahan tadpun madine mein khabar ho ilahi aarzuu e deeda e purnam nikal jaaye muhammad ya muhammad kehte kehte dam nikal jaaye aarzu hai to faqat teri hai dil mein aaka dil ne seekha hi nahi aur tamanna