Posts

Showing posts with the label hain waris e khwaja qutub ganj e shakar baba fareed lyrics

hain waris e khwaja qutub ganj e shakar baba fareed

noor ul khairul anaam baba fareed husn husne tamaam baba fareed auliya ke imaam marhaba zauhdo alam ambiya tum ho auliya ke imaam baba fareed haq e aisi wali ho tum jiske auliya hain ghulam baba fareed de do saabir nizam ka sadka peer e sabir nizam baba fareed mushkilein sabki karte hain aasaan sabke aate hain kaam baba fareed hain waris e khwaja qutub ganj e shakar baba fareed fakhr e samaan aalina sab ganj e shakar baba fareed apne hon chaahe gair hon sabpe karam karta hai tu teri kareemi hai ajab ganj e shakar baba fareed waliyon mein tujhko marhaba kehte hain ghaus ul ambiya kya khoob hai tera laqab ganj e shakar baba fareed teri raza rabb ki raza, rabb ki raza teri raza surab ka hai tera hai rabb ganj e shakar bab fareed mehboob hai dildaar hai har ik ko tujhse pyar hai har dil mein hai tera adab ganj e shakar baba fareed