ya mustafa ya mujtaba ahlan wa sahlan marhaba
ya mustafa ya mujtaba ahlan wa sahlan marhaba hain aap hi noor e khuda ahlan wa sahlan marhaba sar se paaon tak noor tera sab gharaana noor ka teri nasl e paak mein hai har bacha bacha noor ka lab noor jabeen noor zehan noor nazar noor hain aap hi noor e khuda ahlan wa sahlan marhaba duniya hai khaak e paa teri ukba hai gard e raah teri aye do jahaan e peshwa ahlan wa sahlan marhaba aisi haseen soorat kahan bashar kya kare wajf rooh e muhammad khuda jab kehta saraaj um muneera jab aaye hazrat e yusuf ki taabaani sar aankhon par khuda khud jis pe shaida hai woh soorat aur hi kuchh hai meraj mein jibraeel se kehne lage shah e umam tune dekhein hain haseen batlao toh kaise hain ham rooh ul ameen kehne laga aye naazneen haq ki kasam aafa gaha gar deeda um mehar e butan bar deeda um isiyar khuban deeda um lekin to cheez e dighari tera saraapa ya nabi tafseer hai wuran ki walail muh taaha jabeen wah shams hai chehra tera