Posts

Showing posts with the label sheikh jee baith kar maykashon me lyrics

shaikh ji baith kar maikashon mein

maine masoom bahaaron mein tumhein dekha hai maine haseen rahguzaaron mein tumhein dekha hai mere mehboob teri parda nasheeni ki kasam maine ashqon ki qataaron mein tumhein dekha hai udaasiyan jo na laate toh aur kya karte na chasme shola manaate toh aur kya karte andhera mangne aaya tha roshni ki bheekh ham apna ghar na jalaate toh aur kya karte oodi oodi ghatayein aati hain mutribon ki nawayein aati hain kiske gesu khule hain saawan mein mehki mehki hawayein aati hain dekh kar unki akhriyon ko adam maikadon ko hayaein aati hain paas rehta hai door rehta hai koi dil mein zaroor rehta hai jabse dekha hai unki ankhon ko halka halka suroor rehta hai aise rehte hain wo mere dil mein jaise zulmat mein noor rehta hai ab adam ka yeh haal hai har waqt mast rehta hai choor rehta hai shaikh ji baith kar maikashon mein tarq e mai ka iraada na karna kufr hai aisi neymat ko paa kar shukr ka ek sajda na karna kaali kaali ghata chchaa gayi hai jee chaahta hai aaj koi