Posts

Showing posts with the label ahmad ke ahad main kya samjhoon lyrics

ahmad ke ahad main kya samjhoon

konain ka masjood hai maabood hai tu har shai teri shaahid hai ke mashhood hai tu har ek ke lab par hai teri hamd o sana har souz mein har saaz mein maujood hai tu taazeem se leta hai khuda naam e muhammad kya naam hai aye salle allah naam e muhammad allah kare uspe haraam atishe do zakh jis shakhs ke ho dil pe likha naam e muhammad andheri raar hai shams ud duha ki baat karo sitaaron aao rukh e mustafa ki baat karo naqeer o baad mein koi doosra sawaal karo khudaara pehle mere mustafa ki baat karo yeh aql e kayarat se maayil sawaal hai shaan e rasool e paak samajhna muhaal hai ahmad ke ahad main kya samjhoon woh hain parda e meem mein aur hi kuch zamaana unko mustafa jaanta hai khuda ke siwa koi kya jaanta hai muhammad ka rutba khuda jaanta hai ahad ahmad vich falak na bhuleya ratti ik mehar marodi da aye ishq tu bata main muhammad ko kya kahoon ahmad ke ahad main kya samjhoon yeh kaun hai meem ke chilman mein hazaaron saal raha arsh par khuda bann ka