Posts

Showing posts with the label dil jiss se zinda he lyrics

dil jis se zinda hai wo tamanna tum hi to ho

dil jis se zinda hai wo tamanna tum hi to ho hum jis mein bas rahe hain wo duniya tum hi to ho hai tumhara hi noor har shai mein zarre zarre mein ja baja tum ho bethikanon ka thikana ho natamanon ka ik asa tum ho ya habibi marhaba ya noor abi marhaba ya dil hussaini marhaba ya mustafa ya mujtaba ya imam ul kibla tain ya nabi ul hara main aap hain ankh ki thandak aap hain har dil ka chain teri zulf gar shab e katl hai tera chehra badr e muneer hai tere sadke jaun aye nabi  tu habeeb e rab e kadeer hai teri shakl sura e noor hai tera husn jalwa e toor hai teri deed ain saroor hai teri misl hai na nazeer hai aam hai rehmatein zamane par rehmaton ka koi hisab nahi tere qurban aye rasool allah tera konain mein jawaab nahi doobton ko tarana waale ho besahaaron ka aasra tum ho jo dastgeer hain wo tumhara hi haath hain jo doobne na de wo sahara tum hi toh ho mujh purkhata ki laaj tumhare hi haath hai mujh nange do jahaan ka waseela tum hi to ho