Posts

Showing posts with the label teri shan e karam ka tujhe wasta lyrics

teri shaan e karam ka tujhe waasta

fareed uddin ki chaukhat pe dil qurban hai mera issi chaukhat ki nisbat deen hai imaan hai mera tere dar ke ghulamon mein mera bhi naam aa jaaye yahi meri tamanna hai yahi armaan hai mera fareed uddin ki nisbat bacha leti hai har gham se bade lajpaal hain baba bade imaan hain mera mere baba ki chaukhat se hi maang maangne waalon khuda milta hai is dar pe yahi eelaan hai mera fareedi hun meri nisbat hai baba se main naazan hun ke rakhwala bada zeeshan hai mera pushtagane ishq ke sartaaj hain ganj e shakar iltaqa e zohad ki mairaj hain ganj e shakar aashna e ramz e behdat paikar e khulq e azeem benawaon bekason ki laaj hain ganj e shakar inayat hai yeh sab ganj e shakar ki ghulami mil gayi baba ke dar ki yeh sab ejaaz hai unki nazar ka wo saabir ban gaya jispe nazar ki ukba fareed ki hai zamaana fareed ka har dil hi bann gaya hai thikaana fareed ka jannat jo arsh par hai toh darwaaza farsh par jannat bhi dhoondhti hai bahaana fareed ka ham jab namaaz padhte hai