Posts

Showing posts with the label esa talib koi nahin hay lyrics

aisa taalib koi nahi hai

meri chasme alam nam naak karde mujhe alaaishon se paak karde mujhe kuch bhi nahi darkaar ya rb ghulam e sayyad e laulaak karde rabb ne farmaaya meri kudrat ki hadd koi nahi aur mere mehboob ki rehmat ki hadd koi nahi jab malak samjhe nahin to aadmi samjhega kya aamina ke laal ki azmat ki hadd koi nahi aisa taalib koi nahi hai jaisa haq ta aala koi nahi mehboob bhi aisa jaisa kamli waala hai allah ka mehmoob hai kam paaya nahi hai wahan jism nahi hai to yahan kaaya nahi hai koi mere mehboob sa duniya mein nahi hai baitha hai chitayi pe aur arsh nasheen hai kadam farsh se arsh par le gaya farishton se baazi bashar le gaya ye intekhaab hamara hi intekhaab nahi khuda ke ghar bhi muhammad ka jawaab nahi rasool aur bhi hoye jahaan mein lekin koi bhi sahib ulmul ki taab ho na saka jis diyan dhumman do jag dhummiyan jis diyan juttiyan arsh ne chummiyan jhalak se toor ke parde jalaye jaate hain idhar mehboob ke rutbe badhaaye jaate hain zameen se arsh ke raste