Posts

Showing posts with the label quran hai goya hoo baa hoo lyrics

quran hai goya hu ba hu

aam hain rehmatein zamaane par rehmaton ka koi hisaab nahi tere qurbaan ya rasool allah tera konain mein jawaab nahi ya aiyohal muzam e ru kis khulq ka paikar hai tu quran hai goya hu ba hu chehra tera quran hai quran ke sadke aye mailk e aalam main teri shaan ke sadke itni khuli hai hum pe haqeeqat tere rukh ki allah bhi karta hai talaawat tere rukh ki konain mein tu baad e khuda hai harfe o aala konain ke har goshe mein hai tujhse ujaala quran ko hum padhte hain az raaz e haqeeqat quran tujhe padhta hai aye sayyis e waala hasti teri khair ul ummam tu hai imaam ul ambiya jalwa tera noor e kiram tu mazhar e zaat e khuda aankhein hain maaza ul bashar wallail hai zulf e do za badr ud duja shams ud duha padhne se ukba khul gaya ankh uthti hai to milta hai talaawat ka maza tera chehra hamein quran nazar aata hai kehte hain log sahib e quran aapko lekin meri nigah mein quran aap hain kishwar kusha e bahro bar ehsaan hai tu sar basar tu har zabaan ki aab