Posts

Showing posts with the label roze mehshar se nah ghabrao lyrics

dard e isiyan se riha hone ka chaara maango

ya rab batufaile rasool saqlain ya rab batufaile fatahe badr hunain isiyane mara do hissa kun dar aa rasaat nive bahasaan ve baksh nive bahussain isiyan se kabhi hamne kinaara na kiya aur toone dil azurda hamaara na kiya hamne to jahannum ki bahut ki tajweez lekin teri rehmat ne gawaara na kiya koi kehta hai ke kaabe mein khuda rehta hai koi kehta hai ke sarre arshe ullah rehta hai ham fakeeron ka aqeeda hai wo mabood e azeem aone mehboob ke jalwon mein chchupa rehta hai momin kabhi ghamnak nahi ho sakta aur rafta e ziraat nahi ho sakta sarkaar e madina ki muhabbat ke bagair insaan ka dil paak nahi ho sakta karam se silsila hai kaif mere jurm e behadd ka ke main mujrim sahi par naam levahoon muhammad ka dard e isiyan se riha hone ka chaara maango mangne waalon muhammad ka sahaara maango roze mehshar se na ghabrao tadapne waalo karam bannkar wafa bannkar sakha bannkar ata bannkar khuda ka noor utra  aasmaan se mustafa bannkar idhar aao idhar aao muhammad m