Posts

Showing posts with the label vajhe takhleek e arz o samaa lyrics

wajah takhleek e arz o sama aap hain

ya rab ba tufail rasool us saqlain ya rab ba tufail e fatahe badr o hunain isiyan e mara do hissa kun dar a rasaat neem e bahassan baksh neem e bahussain paikar e noor ki tanveer ke sadke jaaun apne khwaabon ki main taabeer ke sadke jaaun aashikaara hai tere husn se haq ki soorat mere aaka teri tasveer ke sadke jaaun na azal ka zikr na abad ki baat hoti na yeh mehermaan hote na yeh din na raat hoti mere mustafa na hote to wajood e kul na hota mere mustafa na hote na yeh qayanaat hoti wajah takhleek e arz o sama aap hain bakhuda bakhuda aur koi nahi ya nabi mustafa ya habib e khuda aap sa doosra aur koi nahi takhleek qayanaat ka sabab zaat e muhammad dee kaadir e mutlak ne gawahi pe gawahi daaman e aarzoo aaj bhar dijiye sakhi dar se agar khaali main laut jaaun tumhi soch lo kya kahega zamaana tere tukdon pe pala gair ki thokar par na daal jhidkiyaan khaun kahan chhor ke sadka tera daaman e aarzoo aaj bhar dijiye ya nabi mohtaram laaj rakh lijiye gham