Posts

Showing posts with the label ho chashm e karam sab pe lyrics

ho chashme karam sab par daata

daata tere huzur mein koi kami nahi wo kaun jiski bigdi yahan par bani nahi daata lakab huzur ka batla raha hai yeh aisa wali nahi koi aisa sakhi nahi ho chashme karam sab par daata ham tere daware aaye hain na jannat na bagh e kiram chaahte hain gunahgaar hai bas karam chaahte hain tere huzur mein ashqon ki nazar karta hoon tere karam ke siwa dil na kuch mera mange aaka mera bhar dijiye umeedon ka daaman main maangta hoon sadka hussain ibn e ali ka sab ko khairaat de sab ki jholi ko bhar ganj bakshi ka sadka ata sab ko kar tu hai mauj e karam tu hai abr e karam khol ganj e ata teri kya baat hai ho chasme karam sab par daata ham tere daware aaye hain kuch leke uthenge deewane daaman ko pasaare aaye hain anwaar baraste hain dil par baarish hai karam ki mehfil par taiba se mere daata ke liye sarkar hamare aaye hain baghdaad se aaye ghaus e jaleen ajmer se khwaja hindal wali saabir mehboob aur qutab piya sab raaj dulaare aaye hain yeh urs hai mere da