Posts

Showing posts with the label yeh teri umar jise sab shabaab kehte hain lyrics

yeh teri umar jise sab shabaab kehte hain

badli hai waza taur se betaur ho gaye tum toh shabaab aate hi kuch aur ho gaye yeh teri umar jise sab shabaab kehte hain kasam khuda ki use ham sharaab kehte hain gulon ki yun toh chaman mein kami nahin lekin wo teri lab hain jinhein ham gulab kehte hain nazar nazar se milakar wo muskurate hain ise sawaal isi ko jawaab kete hain na unko mujhpe yakin hai na mujhko unpe yakin isi ko log dilon ka hisab kehte hain mili hain jo mujhe ruswayiyaan muhabbat mein zabaan e aam mein isko azaab kehte hain