aa gham e shabbir aa seene laga kar choom loon
wafa ka noor duniya mein kabhi madham nahi hota gham e shabbir badhta jaa raha hai kam nahi hota wo dil dil hi nahi paththar ke tukde se bhi badtar hai ke jis dil mein nabi ke ladle ka gham nahi hota aa gham e shabbir aa seene laga kar choom loon karbala ki khaak ko aansu pila kar choom loon ze gham ali ka zulm ke jangal mein ghir gaya sahra ka chand shaam ke baadal mein ghir gaya tha gul azaare fatima khaaron mein ghir gaya tanha ali ka laal haadaaron mein ghir gaya aa mera asghar sada deti thi sughra raat din aa teri raahon ko main palkein bichcha ke choom loon yun mukhaatib lasha e akbar se the ibn e ali uth mere bete tujhe dil mein baitha ke choom loon jab chale maidaan ko Qasim ko sayyad ne kaha ruk zara dulha tujhe sehra saja ke choom loon rok kar auron muhammad ko ye zanib ne kaha aakhiri baar aao seene se laga kar choom loon tum bhi mere jaan asghar paani pee kar aa gaye aankh to kholo tumhein lori suna kar choom loon jisne bachaya khalq ko do zak