Posts

Showing posts with the label dil mein jamaaye baithe hain naksha fareed ka lyrics

dil mein jamaaye baithe hain naksha fareed ka

jo log garsishe dauran se maat khaate hain fareed uddin hi unko gale lagaate hain dar e fareed se khairaat paane aaye hain ham apna bigda mukaddar banane aaye hain jabeen e shauk ko sajde lutaane aaye hain niyaazmand tere sar jhukaane aaye hain gham e jahaan ke fasaane sunane aaye hain tumhare faiz ki khairaat paane aaye hain dil mein jamaaye baithe hain naksha fareed ka paaya hai bekason ne sahaara fareed ka paate hain faiz farshi o arshi fareed se faiz ganj e shakar se paate hain saabir ko nigah mein saagir bana diya kitna bada makaam hai baba fareed ka paate hain faiz farshi o arshi fareed se bant ta hai do jahaan mein sadka fareed ka mujh par yakeen nahi to malaik se pooch lo arshe bareen ka taaj hai roza fareed ka ajmer ki bahaar hai koo e fareed mein aaye hain khwaja baantne sadka fareed ka saabir bana kahin wo kahin bann gaya nizam kaaba hai jiske waaste koocha fareed ka ham hi nahi jamaal e fareed par allah bhi chaahne wala fareed ka sach sh