Posts

Showing posts with the label qonain me tumsa koi nahi lyrics

Aye khatme rasul makki madni

khuda ka noor tujh mein hu ba hu hai khuda pinha magar tu ru ba ru hai teri azmat ka andaaza ho kisko khuda hai aur khuda ke baad tu hai aye khatme rasul makki madni konain mein tumsa koi nahin aye noor e mujassam tere siva mehboob khuda ka koi nahin rasool aur bhi aaye  jahaan mein lekin tumsa koi nahin ummatein aur bhi guzreen hain rasool aur bhi hain par tumsa koi nahin mere kaali kamli waale aaka tumsa koi nahin aam hain rehmatein zamane par rehmaton ka koi hisaab nahin tere qurban ya rasoolallah tera konain mein jawaab nahin har chand aaye hain yahan laakhon hi paiyambar un sab ka magar kaafil e saalar tum hi ho masarat nasheen e alam e imkaan tum hi to ho iss anjuman ki shama e farozan bas tum hi to ho duniya e akhirat ka sahara tumhari zaat dono jahaan ke waali o sultan tum hi to ho mairaj mein jibraeel se kehne lage shah e umam tune to dekhein hain haseen batlao to kaise hain hum rooh ul ameen kehne laga e nazreen haq ki kasam aafa gaha ga