Posts

Showing posts with the label is taraf bhee karum lyrics

iss taraf bhi karam aye rashq e masiha karna

ilaaj ki nahi haajat dil o jigar ke liye bas ik nazar teri kaafi hai umar bhar ke liye iss taraf bhi karam aye rashq e masiha karna ke tumhein aata hai bemaar ko achcha karna aye junoon kyun liye jaata hai bayabaan mein mujhe jab tumhein aata ghar ko mere sehra karna jab bajuz tere koi doosra maujood nahi ik teri yaad hai main hoon shab e tanhayi hai har tamanna dil se rukhsat ho gayi aa bhi jaao ab to khalwat ho gayi jag mein aakar idhar udhar dekha tu hi aaya nazar jidhar dekha yaar ko hamne ja ba ja dekha kahin zaahir kahin chchupa dekha kahin wo baadshah e takht nasheen kahin kaasa liye gada dekha kahin zaahid bana kahin aabid kahin rindon ka peshwa dekha nesti hasti hai yaaron aur hasti kuch nahi main hi main hoon yaaron aur koi nahi jis taraf dekha makaam e hu nazar aaya mujhe kuch nazar aaya nahi jab tu nazar aaya mujhe har ne har mein dhoom machayi zaat sifat mein aan samayi bahut hi hamne kiya parekha bhika kurka ant na dekha jo dekha so u