Posts

Showing posts with the label ya hussain ya hussain lyrics

ya hussain ya hussain

shaheed e karbala ki mominon jab yaad aati hai tadap jaati hai duniya khoon ke aansu bahaati hai ya hussain ya hussain ya hussain ya hussain shah hast hussain baadshah hast hussain deen ast hussain di panah hast hussain sar daad na daad nast dar ast azeem haq aa ke bina e lailah hast hussain sajde mein sar kataane ko aakhir kata diya lekin khuda ke naam ka danka baja diya deed ki gar talaash hai sar ko jhuka namaaz mein dil se khudi ko door kar khud ko mita namaaz mein aayega tujhko jab nazar rooh e khuda namaaz mein pehle hussain ki tarah sar kata namaaz mein ya hussain ya hussain ya hussain ya hussain kiski majaal aye hussain jiko ho tujhse hamsari baap ke ghar imaamatein nana ke ghar payambari shakal e hussain dekh kar haq bhi kahega hashar mein aye mere mustafa ke laal ummat e mustafa bari salaami karbala mein kya qayamat ki ghadi hogi churi shabbeer ki gardan pe jis dam chal rahi hogi kaleja thaam kar peer e falak bhi reh gaya hoga kaleje pe ali akbar ke