na rukte hain aansu na thamte hain naale
muhabbat ko koi manzil nahi hai muhabbat mauj hai saahil nahi hai meri afsurdagi pe hasne wale tere pehlu mein shaya dil nahi hai na rukte hain aansu na thamte hain naale koi unse jaake bas itna keh de kasid paayam e khat ko dena bahut na tu bas mukhtasir yeh kehna na rukte hain aansu na rukte hain aansu na thamte hain naale kaho koi kaise muhabbat chchupa le kare kya koi wo jab aayein yakayak nigahon ko rokein ya dil ko sambhalein chaman wale bijli se bole na chaale gharibon ke ghar bekhata phoonk daale qayamat hain zaalim ki neechi nigahein khuda jaane kya ho jo nazrein utha le karun aisa sajda wo ghabra ke keh dein khuda ke liye ab toh sar ko utha le tumhein bandaparwar ham hi jaante hain kabhi humse kabhi gairon se shanasayi hai baat kehne ki nahi tu bhi toh harjayi hai har ek baat pe kehte ho tum ke tu kya hai tumhi batao ye andaz e guftagu kya hai tumhein bandaparwar ham hi jaante hain bade sidhe sadhe bade bhole bhale bas itni si doori yeh ma...