Posts

Showing posts with the label kaliyar ke dhani ganj e shakari lyrics

kaliyar ke dhani ganj e shakari

jalwa dikha do sabiri makhdoom saabir kaliyari ho jaye haj e akbari makhdoom saabir kaliyari khaata hun main teri kasam bisi yaar khugar deeda um lekin to cheez e dighari makhdoom saaabir kaliyari ho salbara ki aal ho ganj e shakar ke laal ho tum noor noor e haidari makhdoom saabir kaliyari kaliyar ke dhani ganj e shakari makhdoom ali ahmad saabir kar mo pe kabhi kirpa najari makhdoom ali ahmad saabir to pe waar diya tann mann apna more prem ki laaj piya rakhna tora naam japun dagari dagari makhdoom ali ahmad saabir maine jag se naata tod liya tore dar se rishta jod liya more mann mein basi kaliyar nagri makhdoom ali ahmad saabir tori soorat ke balihaar gayi tori tirchchi nazariya maar gayi mohe bhool gayi sudh budh sagri makhdoom ali ahmad saabir aye ganj e shakar ke raaj kunwar more nain daras bin tarasat hain chalke hain more mann ki gagri makhdoom ali ahmad saabir