Posts

Showing posts with the label kamli wale ke karam ki baat hai lyrics

kamli wale ke karam ki baat hai

ya rab butfaile rasool saqlain ya rab butfaile fatahe badr hunain isiyan e mara do hissa ku dar e rafaq niveba hassan  wa baksh mi bahussain mushtaq e aaftaab e jamaal e muhammaden ma banda e muhammad o aal e muhamaden ma raj e hast lafe hulami e mustafa ma kam tarin ghulam e bilal e muhammaden ye lutf ye tumhara karam bemisal hai ik ik gunahgar ka tumko khayal hai ho mere haal pe bhi nigah e karam nawaaz sarkaar ik nigah e karam ka sawaal hai mangte khaali haath na laute kitni mili khairat na poocho unka karam phir unka karam hai unke karam ki baat na poocho kamli wale ke karam ki baat hai karam ki baat hai akal o khirad ki baat nahi jidhar jidhar bhi gaye wo karam hi karte gaye kisi ne manga na manga wo jholi bharte gaye bin mange diya aur itna diya daaman mein hamaare samaaya nahi kamli wale ke karam ki baat hai warna mujh mangte ki kya aukaat hai be-amal hun paas mere kuch nahi laaj waale laaj tere haath hai kamli wale sarre mehshar merea parda r