Posts

Showing posts with the label tu kalandar hai lyrics

tu qalandar hai waliyon ka sultan hai

ek firdaus ki haqeeqat kya jannatein behisab dekhi hain noori bori ke aastaane par rehmatein benaqaab dekhi hain aye noori bori waale kya teri dilbari hai allah aashiqon se mehfil teri bhari hai teri har ik nigah mein rashq e sikandari hai kya khoob do jahaan mein teri qalandari hai tu qalandar hai waliyon ka sultan hai gair ko dekha na gairon ki nazar dekhi hai meri nazaron ne faqat teri nazar dekhi hai na takh o taaj mein na lashkar o sipah mein hai jo baat mard e qalandar ki baargaah mein hai ham besahaara aa gaye tujhko sahaara jaan kar tu hai sakhi ibne sakhi lutf o karam ka daan kar kya tujhko bataun kya dekh liya hai hamne to sanam tujh mein khuda dekh liya hai ham bhala qaabe mein jaayein to bhala kyun jaayein qaaba kadmon mein tere jhuka dekh liya hai tu qalandar hai waliyon ka sultan hai noori bori wale teri kya shaan hai marhaba ladla hai tu hasnain ka tu wali paak hai ghaus zeeshaan hai ghaus ul azam bhi hain aaj aaye hue urs mein har wali