Posts

Showing posts with the label allah hoo allah hoo allah hoo allah hoo lyrics

allah hoo allah hoo allah hoo allah hoo

ya khuda jism mein jab tak ye mere jaan rahe tujhpe sadke tere mehboob pe qurbaan rahe kuch rahe ya na rahe par ye dua hai ke ameer niza ke waqt salaamat mera imaan rahe teri sana ke khuda banda la sazal hai tu yahi misaal hai teri ke bemisaal hai tu tera kamaal hi duniya ke har kamaal mein hai ye shaan teri ke har shaan mein kamaal hai tu sana bashar ke liye hai bashar sana ke liye tamaam hamd sazaawaar hain khuda ke liye ata ke saamne ya rab khata ka zikr hi kya ke tu ata ke liye hai bashar khata ke liye allah hoo allah hoo allah hoo allah hoo ye zameen jab na thi ye jahaan jab na tha chaand sooraj na the aasmaan jab na tha raaz e haq bhi kisi par aya jab na tha tab na tha kuch yahaan tha magar tu hi tu pahunche meiraaj mein arsh tak mustafa jab na mabood o bande mein parda raha tab malayak ne hazrat se jhuk kar kaha saari makhlook mein haqnuma tu hi tu kyun piya ibn e haider ne jaam e fana khaal khinchwayi tabrez ne kyun bhala daar par chad ke mansoor ne