Posts

vigar gayi e thore dina ton

vigar gayi e thore dina ton tere hundeyan peende nahi saan peeni payi e thore dina ton assi nazuk dil de log jama saada dil na yaar dukhaaya kar na jhoothe waade kiteya kar na jhoothiyan kasman khaaya kar tenu kayin waari main aakheya e sanu mud mud na azmaaya kar teri yaad ch sajna mar baisan sanu ehna yaad na aaya kar kadi mehak nahi mukdi phullan vichon phul sukde sukde suk jaande kithe kadar na paaya pyar da dil tutdeyan tutdeyan tut jaande koyi mol nahi jag te rishteyan da eh chhutdeyan chhutdeyan chhut jaande kadi pyar ni mukda dillan vichon saahn mukde mukde muk jaande phul gamle ch suk jaande jehda hasde ne te vich ro ro muk jaande kanni mundri paayi rakhsaan kanni mundri paayi rakhsaan aap zaleel howan teri izzat banaayi rakhsaan shaam savere aa jande san khabar na layi e thore dina ton cigrette peena shaunqi aadat nahi khap khaar mataandi e taan peendan tad vele na ho ujdeya nu teri yaad sataundi e taan peenda tere hijr ch mast alast hoke dungi soch ...

naam lab pe rahega sada aapka

maalik ul mulk la shareeka la hu wahdahu la ilah illah hu shams tabrez gar khuda talabeen khushboo khwan la ilah ilah hu behad ne ajab kaam kiya hadd kar di guzarish e tanqeed meri radd kar di khud to parde mein rahe khud ko chhupaane ke liye phir saamne tasveer e muhammad kar di lab pe jab unka naam aata hai la makaan se salaam aata hai rehmaton ka nazool hota hai jab muhammad ka naam aata hai naam lab pe rahega sada aapka aye mere sarware ambiya aapka nizaam e qabr mein sarre mehshar naam lab pe rahega aapka naam e muhammad ki lazzat kisi mushtaq se poocho ho jaate hain wo fida sun kar naam e muhammad aaya labon pe zikr jo khair ul anaam ka gauga hua buland durood o salaam ka mujh par nisaar hone lagi mastiyaan tamaam main zikr kar raha tha muhammad ke naam ka aye aamina ke chaand naam lab pe rahega aapka naam anami rasool e akram ka har musibat mein kaam aata hai ya muhammad muhammad main kehta raha noor se motiyon ke ladi ban gayi aayaton se mi...

mehshar mein maghfirat ka bada aasra mila

ham hain durvesh na jaageer na zar rakhte hain taaj rakhte hain na ham laal o gauhar rakhte hain sainkdo aib sahi ek hunar rakhte hain bekhabar laakh sahi teri khabar rakhte hain taazeem se leta hai khuda naam e muhammad kya naam hai ae salle ala naam e muhammad allah kare uspe haraam aatish e do zakh jis shakhs ke ho dil pe likha naam e muhammad buron ko apna kaha rehmat e do aalam ne bada haseen  hai muqaddar gunahgaaron ka mehshar mein maghfirat ka bada aasra mila ham bekason ko daaman e khair ul wara mila sajde hue qabool dayar e huzur mein ab yaqeenan mujhe meraj e muhabbat hogi sajde hue qabool dayar e huzur mein qaabe se badh ke humko dar e mustafa mila uske sar e niyaz ko meraj ho gayi sarkar e do jahaan ka jise naqsh e paa mila qadmon pe uske jhukte hain duniya ke taajwar shaahon se badh ke pyare nabi ka gada mila

Bhavein tu jaan na jaan ve

sab kujh yaar havale tere jindri jaan vi teri main koji da waris tu e sharm rakhin hun meri bhavein tu jaan na jaan ve vehde aa wad mere main ter qurbaan ve vehde aa wad mere sir sadke jaan nisaar karan vehde aa wad mere ud waj kaaga dar sajna de aj dil di munji maandi shaala paawan neer bahaawan koi dil di khabar na aandi bekaraari intezaari de vich rahi jind judayi na saandi yaar fareed na aayam vehde main koonj wangu kurlaundi noor ilahi kite aa mil maahi tere ishq ne paayiyan salliyan waatan malliyan osiyan paawan te main kaag udaawan tain koi vi na khabaran ghalliyan teh gayiyan kalliyan jis din de mahi lad ve sadaawe ghar chhor ke malliyan galliyan kise vi na challiyan yaar fareed kite aa wad vehde tere kadam chuman nit talliyan main hath ban thalliyan dardan maari ro ro haari nai te aunde dost dilli de jivein dilbar kiti naal asade ivein dushman naahi karinde dushman lok te maa pyo vairi sako taane roz marinde ghulam fareeda mangan duayin na nikhdan yaar...

le ke aaya hoon main kuch muhabbat ke phool

le ke aaya hoon main kuch muhabbat ke phool kar qubool kismat wagarna kya gila dil ke tukde tukde chunkar nazar karne laaya hoon le ke aaya hoon main kuch muhabbat ke phool mere sohne nabi mere pyaare rasool chaahe berang hain phir bhi kar le qubool mere sohne nabi mere pyaare rasool tu hai aaqa mera main hoon tera gada tere aastaan main fakeer hoon kisi dar pe kyun main sada karoon tere tukdon pe pala gair ke thokar pe na daal jhidkiyan khaaon kahan chhor ke sadka tera main kahan jaaon tera hoke tere dar ke siwa tu apne qadmon mein banda nawaaz rehne de main wo fakeer fakhr hi jiska ma'al hai tu wo kareem jiska karam lazawaal hai tu hai aaqa mera main hoon tera gada kab sunega sakhi tu meri iltija hoga kab teri rehmat ka mujh par naqool mere sohne nabi mere pyaare rasool sabne maana tujhe rehmatulaalameen is tere wasm mein koi bhi shak nahi maine bhi kar liya tujhko dil se qubool mere sohne nabi mere pyaare rasool aadmiyat ki hain is taraf manzi...

ye roz o shab ki betaabi

ye roz o shab ki betaabi ye lutf e jaavidaan kya hai bajuz ishq e nabi meri in ankhon se rawan kya hai simat jaate nahi kyun faasle shehr e muhammad ke main aksar sochta rehta hoon aakhir darmiyan kya hai salaamat hai abhi tak aashiyan toh hai karam unka main toh nadaan tha danista bhi kya kya na kiya laaj rakh li mere lajpal ne ruswa na kiya dar e huzur kisi benawa se band nahi khula hi rehta hai baab e karam ata ke liye salaamat hai abhi tak aashiyan toh hai karam unka wagar na meri himmat ka meri taab o tawa kya hai muyassar ho jise apne nabi ke naam ki rimjhim phir uske waaste kali ghata ka saayban kya hai khule hain unki azmat ke 'Alam' sidra se bhi aage zameen o aasman kya hai makaan o lamaakan kya hai

eid ka chaand

chaake daaman ko jo dekha to mila eid ka chaand apni tasveer kahan bhool gaya eid ka chaand jaane kyun aapke rukhsaar mehak uthte hain jab kabhi kaan mein chupke se kaha eid ka chaand door veeran basere mein piya ho jaise gham ki deewar se dekha toh laga eid ka chaand talkhiyan badh gayi jab zeest ke paimane mein ghol kar dard ke maaron ne piya eid ka chaand chashm to busat e aflak mein khoyi 'Sagir' dil ne ek aur jagah dhoondh liya eid ka chaand