allah ke dilbar ho tum arfa o aala ho

ya sahib al jamaal wa ya sayyid al bashar
mil wajah kal muneer lakad naverul kamar

la yun ke nusana dama kauna haq a oo
ba daz khuda buzurgud dui kissa mukhtasar

allah ke dilbar ho tum arfa o aala ho
tum shaafa e mehshar ho kali kamli wale

darbar alag tera jibraeel tera khadim
mohtaj hai jag tera kali kamli wale

bigri ko sanwarenge dukh dard ke aalam mein
tujhko hi pukarenge kali kamli wale

chaukhat teri aali hai kuch bheekh mile aaka
jholi meri khaali hai kali kamli wale

ab kaun hamara hai dulha shab e asra ke
ik tera sahaara hai kali kamli wale

fitrat mein bilali hun main gair se kyun mangun
jab terea sawali hoon kali kamli wale

ummat ke nigahban hain mehboob e khuda woh hain
konain ke sultan hain kale kamli wale


Comments

Popular posts from this blog

vigar gayi ae thode dina ton

Dekhne ko ya muhammad yun to kya dekha nahi

Ae wada shikan khwab dikhana hi nahi tha