chhab apni banake bann thann ke
khwaja ji khwajgaan moinuddin
fakhr e konain o makaam moinuddin
wo shad e rahnumaaye ehl e safa
haadi e inso jaan moinuddin
khwaja e lamakaan kud je makan
aasmaan aastaan moinuddin
mazhar e jalwagaah e noor e kiram
aaftaab e jahaan moinuddin
gard e haq ain e aazgar khwahi
shaad girde saba moinuddin
khwaja ji maharaja ji tum bado gharib nawaaj
apna kar ke raakhiyo tohe baahn pakde ki laaj
apni chhab banake jo
main khwaja paas gayi
chhab dekhi jab khwaja ki
mohe apni bhool gayi
chhab apni banake bann thann ke
main jo khwaja ke darbar gayi
dekha roop salona khwaja ka
khwaja jeet gaye main haar gayi
sohni suratiya mohni muratiya
main toh hirde ke beech sama aayi
hamre mann ke mohan khwaja
dhanwaan sakhi rajan khwaja
saara jagat kahe khwaja khwaja
main toh sunn sunn ke balihar gayi
more sacho balam tum kyun roothe
ham maan gaye piya ham jhoothe
saara jag roothe tum na roothiyo
mohe rooth tihaari maar gayi
sab jag roothe tum na roothiyo
tum roothe toh gajab ho jaayega
dulhan jo tihaari saajan ki
rut usko mubaarik saawan ki
main kis gun pi ke mann bhaaun
mori saawan rut bekaar gayi
khwaja main tore bal bal jaaun
din rain tihaare gun gaaun
tori kirpa najariya ya khwaja
dukhiyan ke kaaj sanwaar gayi
nibhti nahi ab kaise nibhaaun
tum bin kisko haal sunaaun
tumhi kaho ke ab kit jaaun
tumhi kaho maharaj moinuddin
fakhr e konain o makaam moinuddin
wo shad e rahnumaaye ehl e safa
haadi e inso jaan moinuddin
khwaja e lamakaan kud je makan
aasmaan aastaan moinuddin
mazhar e jalwagaah e noor e kiram
aaftaab e jahaan moinuddin
gard e haq ain e aazgar khwahi
shaad girde saba moinuddin
khwaja ji maharaja ji tum bado gharib nawaaj
apna kar ke raakhiyo tohe baahn pakde ki laaj
apni chhab banake jo
main khwaja paas gayi
chhab dekhi jab khwaja ki
mohe apni bhool gayi
chhab apni banake bann thann ke
main jo khwaja ke darbar gayi
dekha roop salona khwaja ka
khwaja jeet gaye main haar gayi
sohni suratiya mohni muratiya
main toh hirde ke beech sama aayi
hamre mann ke mohan khwaja
dhanwaan sakhi rajan khwaja
saara jagat kahe khwaja khwaja
main toh sunn sunn ke balihar gayi
more sacho balam tum kyun roothe
ham maan gaye piya ham jhoothe
saara jag roothe tum na roothiyo
mohe rooth tihaari maar gayi
sab jag roothe tum na roothiyo
tum roothe toh gajab ho jaayega
dulhan jo tihaari saajan ki
rut usko mubaarik saawan ki
main kis gun pi ke mann bhaaun
mori saawan rut bekaar gayi
khwaja main tore bal bal jaaun
din rain tihaare gun gaaun
tori kirpa najariya ya khwaja
dukhiyan ke kaaj sanwaar gayi
nibhti nahi ab kaise nibhaaun
tum bin kisko haal sunaaun
tumhi kaho ke ab kit jaaun
tumhi kaho maharaj moinuddin
link plzz??
ReplyDeletehttps://www.youtube.com/watch?v=MGgZ6XBEbEc
Delete