kuch nahi mangta shaahon se ye shaida tera

kuch nahi mangta shaahon se ye shaida tera
iski daulat hai faqat nakshe gafe paa tera

tastari meri tanhayi tune hi tu ki
main toh marr jaata agar saath na hota tera

koo e kad se khada hun yeh karam hai tera
baa haaya jood karam hai shah e butha tera
nahi sunta hi nahi mangne wala tera

kyun na ho naaz mujhe apne mukaddar pe ke hun
sag tera banda tera mangne wala tera

koi saleeka hai aarzu ka na bandagi koi bandagi hai
yeh sab karam tumhara aaka ke baat ab tak bani hui hai

ata kiya mujhe dard e ukfat yeh kahan thi purkhata ki qismat
main is karam ke kahan tha qaabil huzoor ki bandaparwari hai

rahe naseeb mujhe gham ata kiya tune
karam kiya mujhe apna bana liya tune

kuch nahi mangta shaahon se ye shaida tera
mujhko jhukne nahi deta hai sahaara tera

log kehte hain ke saaya tere paikar na tha
main toh kehta hoon jahan bhar pe ai saaya tera


Comments

Popular posts from this blog

Dekhne ko ya muhammad yun to kya dekha nahi

vigar gayi ae thode dina ton

Ae wada shikan khwab dikhana hi nahi tha