mangton pe nazar ho ganj e shakar

khwaja e ganj e shakar dar par tumhare aa gaye
ho karam bahr e qutub daaman pasaare aa gaye
mere haal pe bhi bas ek nazar mujhe aaj na dar se utha baba
tera paak pattan aabaad rahe mere soye bhaag jaga baba

mangton pe nazar ho ganj e shakar
aabaad rahe tera paak pattan
aye khwaja qutab ke noor e nazar
aabaad rahe tera paak pattan

teri deed ko apni eid kahein
sab tujhko fareed fareed kahein
dete hain sada saabir kaliyar
aabaad rahe tera paak pattan

yun baba teri baraat saji
peeche hain wali aagein hai ali
nabiyon ke nabi hain tere ghar
aabaad rahe tera paak pattan

Comments

  1. Slm can you please post the english meaning .. Jzk

    ReplyDelete
    Replies
    1. khwaja e ganj e shakar dar par tumhare aa gaye
      ho karam bahr e qutub daaman pasaare aa gaye

      O Ganj e shakar we have come to your door,
      bless us we have come to beg of you.

      mere haal pe bhi bas ek nazar mujhe aaj na dar se utha baba
      tera paak pattan aabaad rahe mere soye bhaag jaga baba

      Don't let me go without hearing my plea,
      long live your paak pattan.

      mangton pe nazar ho ganj e shakar
      aabaad rahe tera paak pattan
      aye khwaja qutab ke noor e nazar
      aabaad rahe tera paak pattan

      Fulfil the wishes of your beggars,
      long live your paak pattan
      You are the loved one of khwaja qutab

      teri deed ko apni eid kahein
      sab tujhko fareed fareed kahein
      dete hain sada saabir kaiyar
      aabaad rahe tera paak pattan

      your sight is our eid
      everyone calls you Fareed
      Sabir and Kaliyar beseech you
      long live your paak pattan

      yun baba teri baraat saji
      peeche hain wali aagein hai ali
      nabiyon ke nabi hain tere ghar
      aabaad rahe tera paak pattan

      In this manner this festival is being celebrated,
      wali and nabi have come to attend it,
      your lineage is full of nabis
      long live your paak pattan

      Delete
    2. Masha Allah Jazak-Allah-khyran Beloved

      Delete

Post a Comment

Popular posts from this blog

Dekhne ko ya muhammad yun to kya dekha nahi

vigar gayi ae thode dina ton

Ae wada shikan khwab dikhana hi nahi tha