rahi umr bhar jo anees e jaan

rahi umr bhar jo anees e jaan wo bas aarzu e nabi rahi
kabhi ashq bann ke rawa hui kabhi dard bann ke dabi rahi

wo safa ka mehar e muneer hai
wo gafar e hijaad ka nakshe tayaam taam
subah azal hai jiski tajalli se faiz aam

dekhe jo wo jalwa to tadap jaaye nazar bhi
roshan hai uske noor se sooraj bhi qamar bhi

muhammad mustafa meher e sapere auj e irfaani
mili jiske sabab tareek zarron ko tarakhshaani wo hai

wo safa ka mehar e muneer hai talab uski noor e zameer hai
yahi rozgaah e fakeer hai yahi iltja e shafi rahi

wohi sa-atein thee saroor ki wohi din the haasil e zindagi
wahan huzoor e shaafa e ummatan meri jin dinon talbi rahi

Comments

  1. You can listen this naat in mp3 format on by clicking on the link below
    http://www.naataudio.com/mp3/rahi-umar-bhar-jo-anees-e-jaan-121

    ReplyDelete
  2. You can Download Most Beautiful Naats Click to the link below
    https://www.download-mp3-naats.tk/

    ReplyDelete

Post a Comment

Popular posts from this blog

vigar gayi ae thode dina ton

Ae wada shikan khwab dikhana hi nahi tha

tumhaare hi hone se aabad hai dil