ya allah ya rehman
maalik ul mulk la shareeka la hoo
wahda hoo lailah illah hoo
Shams Tabrez gar khudaaya talabeen
khushbo khaan lailah illah hoo
konain ka masjood hai mabood hai tu
har shai teri shahid hai ke mashhood hai tu
har ek ke lab pe hai teri hamd o sana
har souz mein har saaz mein maujood hai tu
tere hi naam se har ibtida hai
tere hi naam tak har inteha hai
teri hamd o sana alham do lillah
ke tu mere muhammad ka khuda hai
ya allah ya rehmaan
mangna bhi nahi mujhko aata
laaj rakhna sawaali ki daata
har shai tere jamaal ki aeena daar hai
har shai pukarti hai tu parwardigar hai
teri raghubiyat ki ada ka kamaal hai
tu rab e qayanaat hai tu lajawaal hai
boo e isiyan mein barson phira hoon
dar pe tere aakar ruk gaya hoon
tujhko chahoon muhammad ko chahoon
aur koi nhai mujhko bhaata
aye khuda aye rahim aye rehmaan
main teri qibrayi ke qurbaan
zindagi teri qayanaat teri
wahdahu lashareek zaat teri
rooh jhoome ishaaron pe tere
aankh lehraaye jalwon pe tere
mera har gaam raston pe tere
meri har saans ka tujhse naata
har falaa tak na too ki aas liye
lage dariya khada hoon pyas liyee
gaye har saans tere gun maula
mmujh gunahgaar ki bhi suno maula
wahda hoo lailah illah hoo
Shams Tabrez gar khudaaya talabeen
khushbo khaan lailah illah hoo
konain ka masjood hai mabood hai tu
har shai teri shahid hai ke mashhood hai tu
har ek ke lab pe hai teri hamd o sana
har souz mein har saaz mein maujood hai tu
tere hi naam se har ibtida hai
tere hi naam tak har inteha hai
teri hamd o sana alham do lillah
ke tu mere muhammad ka khuda hai
ya allah ya rehmaan
mangna bhi nahi mujhko aata
laaj rakhna sawaali ki daata
har shai tere jamaal ki aeena daar hai
har shai pukarti hai tu parwardigar hai
teri raghubiyat ki ada ka kamaal hai
tu rab e qayanaat hai tu lajawaal hai
boo e isiyan mein barson phira hoon
dar pe tere aakar ruk gaya hoon
tujhko chahoon muhammad ko chahoon
aur koi nhai mujhko bhaata
aye khuda aye rahim aye rehmaan
main teri qibrayi ke qurbaan
zindagi teri qayanaat teri
wahdahu lashareek zaat teri
rooh jhoome ishaaron pe tere
aankh lehraaye jalwon pe tere
mera har gaam raston pe tere
meri har saans ka tujhse naata
har falaa tak na too ki aas liye
lage dariya khada hoon pyas liyee
gaye har saans tere gun maula
mmujh gunahgaar ki bhi suno maula
Comments
Post a Comment