Posts

Sochta hoon ke woh kitne masoom the

Roothna mera kaargar na hua Yaar mere jatan ko jaan gaya Jab wo aaya mujhe manane ko  main badi saadgi se maan gaya Tumhare pyar ka dam bhar raha hoon Badi paakidagi se marr raha hoon Mujhe tumse garaz kuch nahi hai Fakat tumse mohabbat kar raha hoon Achchi Surat ko sawarne ki zarurat kya hai Saadgi mein bhi kayamat ki ada hoti hai Tum Jo aa jate ho masjid mein ada Karne namaaz  Tumko maloom hai kitnon ke kaza hoti hai Aaj roothe hue saajan ko bahut yaad kiya Apne ujde hue daman ko Bahut yaad kiya Jab kabhi gardish e taqdeer ne ghera hai humein Gaisu e yaar ki uljhan ko Bahut yaad kiya Aaj toote hue sapnon ki Bahut yaad aayi aaj beete hue sawan ko Bahut yaad kiya Sochta hoon ke woh kitne masoom the  Kya se kya ho Gaye dekhte dekhte Maine patthar se jinko banaya sanam Wo khuda ho gaye dekhte dekhte Mere haathon se tarashe hue patthar ke sanam Mere hi saamne bhagwan bane baithe hain Jin pattharon ko humne ata ki thi dhadka

Mori bhi rungdo chunariya

Ganj Shakar Mori rungde chunariya Aisa rung rung do rung nahi chhute dhobiya dhulaye chahe saari umariya Mori bhi rungdo chunariya baba mai tori puja karungi Ganj Shakar savariya baba mai tori puja karungi Tu maharaj mora main dasi tihari Na chorungi baba main tori diharia Padi hoon main aake dwar tihare Muhammad ke Sadke Mori rungdo chunariya Mangti hoon khali na modo Mujh paapan ki aas na todo Dasi ki Lejo khabariya Baba main tori puja karungi Aisa joganiya ko madwa pila do  Madwa pilayi ke Mori sud bud gawa do  Chalke na mann ki gagariya Baba main tori puja karungi Dhoom machi hai jag mein tihari Bal bal jaun tore Krishna murari Phir se bajao basunriya Baba main tori puja karungi Na karti hoon binti  Na padti hoon payiyan Fakar Mori sabir ke sadke main gayiyan Mujhe apne dwaran ki jogan banakar Mori laaj rakh more banke savariya Main duniya ke dukh ki satayi hoon baba LiYe aas dwaran pe aayi hoon baba Abhagan hoon

Ja dil tenu de chadeya

Rakh sambh ke ya sajna gawa de ja dil tenu de chadeya Sanu yaad rakh bhavein tu bhulade Ja dil tenu de chadeya Pyar tere naal karna Zarur e Sanu tere piche suli manzoor e Teri marzi e jedi vi saza de Ja dil tenu de chadeya Maan rakh bhavein tod Sade pyar da Tere bajon sada jyona kede kar da Sadi jind bhavein kakhan ch rula de Ja dil tenu de chadeya Dil ho Gaya nishana tere teer da kar faisla tu meri taqdeer da gal la le bhavein , bhavein thukra de ja dil tenu de chadeya tere naina ton zamana saara vaaran main jogi tere kol zindgi guzaran main rakh kadman ch bhavein tu utha de ja dil tenu de chadeya

Kali kamli mein jo zeeshan

Hindi script: काली कमली में जो ज़ीशान नज़र आता है  दोनों आलम का वो निगहबान नज़र आता है ।  सय्यद-ए-कौनौ मकाँ तेरी अताओं के निसार तेरा मोहताज़ भी सुल्तान नज़र आता है ।  आँख उठती है तो मिलता है तलावत का मज़ा तेरा चेहरा हमें क़ुरान नज़र आता है ।  इश्क़ को उनके ना क्यों दिल से लगाकर देखूँ मेरी बख़्शिश का ये सामान नज़र आता है ।  फ़र्श पर टूटी चिटाई है बिछौना जिस्का अर्श-ए-आज़म का वो मेहमान नज़र आता है ।  यूँ नज़र आता है कमली में मुहम्मद का जमाल जैसे जुज़दान में कुर-आन नज़र आता है ।  मेरे सरकार की ताज़ीब है जिसके दिल में मुझको वो सच्चा मुसलमान नज़र आता है ।  इब्तिदा करता हूँ जब नाम-ए-मुहम्मद से मैं  काम-ए-दुश्वार भी आसान नज़र आता है ।  English script: Kaali kamli mein jo zeeshan nazar aata hai dono aalam ka woh nigah-ban nazar aata hai Sayyad-e-kauno makam teri ataon ki nisar tera mohtaaz bhi sultan nazar aata hai Ankh uthti hai to milta hai talawat ka maza tera chehra hamein quraan nazar aata hai Ishq ko unke na kyon dil se la